How to Add Border on Every Blogpost

How to add border on every blogpost

Hii Friends ! Yadi aap ek Blogger hai to yah post aap hi ke liye likhi gai hai. Har koi blogger yahi chahta hai ki uska blog dikhne me sabse sundar ho. Dosto mai aaj aapko ek aisi hi trik ke baare me bataane ja rha hu jise aap apne blog ki har ek post ke chaaro or border laga skte hai. isse aapka blog pehle se kai guna shandar aur beautiful dikhega. Yah post yadi aapke liye helpful ho to please is post ke niche comment jarur kariyega.


In Steps ko Follow kare

1.  Sabse pehle Aap Apne Blogger me Sign In kijiye.
2. Iske Bad Left Hand Side me "Template"  Par Click Kare.
3. Ab "Edit Template" Par Click Kare.


How to Edit Blogger Template in Hindi

4. Iske Bad "Ctrl+F" key press karke aap yah Code Dale Aur ise search kare ki yah code kaha likha hua hai->  ]]></b:skin>


Blog Post ke charo or border kaise add kare


5. Ab Niche Diya hua Code Copy kare 





 Aur Ab  ]]></b:skin>  ke pehle paste kar dein. jaisa ki Image me dikhaya gya hai.


 Aur ab "Save Template" par Click karke Apna Blog Dekhein.

Ab yadi aap Boder ki Design Change karna chahte hai to vo bhi kar sakte hai koi badi bat nahi hai. 

Border ka Color badalne ke liye aap background:#ffffff me koi bhi Color ka code daal sakte hai jo aapko thik lage. Iske alawa aap border-radius:10px; bhi apne anusar Badal sakte hai. Iske Alawa Aap Code me Badlav karke Margin Aur Padding me bhi Changes kar sakte hai.

Dosto kaisi lagi meri yah post aapko ? Aur koi doubt ho to jarur Puchhiyega. Mai Aapko Jaldi hi Solution dunga.