How to Get Facebook Password



Apne Friend Ka Facebook Password Kaise Pata Kare

Hi Friends ! Kai Baar aapne kisi ka Facebook Account Hack karne ki naakaam koshish jarur ki hogi. Kaisa lagta hai jab hum kisi ka facebook account ka password jaan lein to. Facebook account hack karne ke liye log kya kya nahi karte.
Google par hazaaro laakho bar daily search kiya jata hai ki how to hack facebook password or how to hack facebook account. Lekin milta kuchh nahi hai. Mai aaj aapko aisi hi ek shandaar trick bataane ja rha hu. Is trick ko mai hacking to nahi kahunga leking vaise hai ye very interesting trick. Aapko bhi is trick ke baare me jaankar maza aaega. Sabse Pahle Humara YouTube Channel Subscribe Kijiye, Kyuki Yaha par aapko aise hi topics ke kai saare videos milenge. YouTube Channel Link -> Click Here

Facebook Password Kaise Jaane

Kisi bhi person ka facebook account ka password janne ke liye pahle yah jaan lena chahiye ki us facebook user ne haal hi me kon se system par apna facebook account login kiya hai. Iske liye jaruri hai ki us user ne apne username aur password dalkar 'remember me' par tik kiya ho.
Yadi us user ne 'remember me' option par click nahi kiya hoga to yah trick aapke liye shayd hi kaam aae.To chaliye ek bar hum try karte hai ki kaise is trick ko pura kiya jae. Pahli bat to yah ki email id aur password textbox me likha hua ho. Jaisa ki niche Image me bataya gya hai.

Facebook Email Id and Password Text Box Type = Char Password
Facebook

Ab mouse ki help se pura password select kar lein. Aur select karne ke bad right click karke "Inspect" option par click karein. Jab aap Inspect option par click karenge to aisa code open hoga.

आपको यह भी पढ़ना चाहिए-


How-To-Know-Facebook-Password-in-Hindi-Sadupayog

Is code me selected code me jaha par "password" likha hua hai use select karein aur use remove karke uski jagah par "Text" word type kar dein, Jaisa ka Image me dikhaya gya hai.


How to Read or View Saved Facebook Password in Browser

Is Image me maine type="Password" ki jagah par type="Text" likh diya hai. Ab aap jaise hi Enter key press karenge aapko Login Page par password wale textbox me vo password mil jaega.

Yadi aap is puri process ko step by step hindi me video ke dwara samjhna chahte hai to yah hindi video jarur dekhein. Pasand aae to share jarur kare.
 Aur koi Question ya doubt puchhna ho to please you are most welcome. Thank You.